Bollywood's living legend Amitabh Bachchan, who turned 71 today (October, 11, 2013), thanked his fans on Twitter for all the love and greetings. He wrote: "For the greetings, for the love, for the affection, for those whom I cannot reply personally, for the 11th Oct..Thank You!!"
Though we have have loved Big B in all his avatars from Vijay Khanna in 'Zanjeer' to Vijay in 'Roti Kapda Aur Makaan' to Vijay in 'Don' to Vijay Verma in 'Deewar' to Vijay Deenanath Chauhan in 'Agneepath', here are a few of the famous dialogues from some of his films.
Zanjeer
Jab tak baithne ko na kaha jaaye sharafat se khade raho. Yeh police station hai tumhare baap ka ghar nahi.
Deewar
Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. Uske baad.. mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga.
Shahenshah
Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.
Agneepath
Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal.
Don
Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai.
Coolie
Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal.
Kaalia
Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain.
Namak Halaal
I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow!
Mr Natwarlal
Arre yeh jeena bhi koi jeena hai, Lallu?
Deewar
Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas?
Chupke Chupke
Gobhi ka phool, phool hokar bhi phool nahi, sabzi hai. Isi tarah gende ka phool, phool hokar phool nahi hai.
Satte Pe Satta
Chain khuli ki main khuli ki chain.
Trishul
Aaj aapke paas aapki saari daulat sahi lekin aapse bada garib maine zindagi main nahi dekha.
Mard
Mard ko dard nahi hota.
Sharaabi
Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai.
Shakti
Hamare desh mein kaam dhoondna bhi ek kaam hai.
Mohabbatein
Parampara, Pratishtha, Anushasan. Yeh iss Gurukul ke teen stambh hai. Yeh woh aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain.
No comments:
Post a Comment